Na khuda dikhta hai,na wo khudai hai knhi.
Jnha bhar ki bhind mein tanhai hai knhi.
Chalt hnu andhere raston par thame hath khamosi ka.
Magar mjhe pukarti meri parchai hai knhi.
Na wo khuda dikhta hai na wo khudai hai knhi.
hai ajnabi ye sehar,hai har mod anjana,
magar fir ynha har saqs lge hai jana pehachana.
Magar dil me mere basti fir knyu ruswai hai knhi.
Na wo khuda dikhta hai na wo khudai hai knhi.
Nachah kar bhi har jhusi mujhse dur ja rhi hai.
Lagta hai muskurahat ne ki mujhse bewafai hai knhi.
NA WO KHUDA DIKHTA HAI NA WO KHUDAI HAI KNHI.
Submit Your Review for Khuda Aur Khudai.
Required fields are marked with (*). Your e-mail address will not be displayed.